You are currently viewing Fastest electric car in the world 5 No Mercy [सबसे तेज़ इलेक्ट्रिक कार!]

Fastest electric car in the world 5 No Mercy [सबसे तेज़ इलेक्ट्रिक कार!]

Here in this article we are going to list 5 fastest electric car in the world. Now electric cars are also becoming faster than internal combustion engine. Nowadays electric cars become popular very fast. Inke popular hone ke piche kai karn, jisme se ek hai unka badhta hua performance. Now electric cars as fast as petrol diesel cars in some cases even faster than IC engines.

If we want safe & beautiful future we need to use such transport option that can help us to reduce carbon emission and reduce the pollution. Making our home safe & beautiful should be our responsiblity. Currently electric cars are considered best to reduce carbon emission. But you & I know these fastest electric cars are not going to do the required. Because these cars are not mass produced and cannot be used as a practical daily driver.

Bharat me already bahut sare electric cars launch ho chuke hai jaise ki Tata curvv ev, Mahindra BE 6, Mahindra XEV 9e & Tata Nexon these are few of them and more electric cars are coming to India that can really help us reduce carbon emission. Lekin humlog yaha par ye janne ke liye nhi aye hai.

Humlog yaha par 5 fastest electric car ko list karne wale hai ji

  • 3-4 sec me 0 to 100 km/h ki raftar ko pakar sakti hai.
  • In fast electric car ki top speed 250 km/h se lekar 300 km/h tak ho sakti hai
  • In cars me powerful electric motrs or bare battery lagi hoti hai.

Bahut logo ka aisa sochna hai ki electric cars fast nhi hoti hai par aisa nhi hai. Aap electric train ka hi example le lijiye, ye locomotive engine ke mukable bahut teji se accelerate hoti hai. In coming future electric cars will become far more superior as of now. In India you can find budget as well as premium electric cars. Bhaarat ki sabse sasti electric car MG Comet ev hai aur sabse mehengi electric car Lotus electre hai, ise Lotus ne November 2023 me launch kiya tha jiski kimat 2.55 Cr se shuru hokar 3 Cr rupaye tak jati hai.

Agr apko fast cars pasand hai to ye rhi duniya ki fastest electric cars.

RankCar0-60 mphTop SpeedRange
1Aspark Owl1.69 seconds249 mph249 miles
2Pininfarina Battista1.79 seconds222 mph300 miles
3Deus Vayanne1.99 seconds248 mph370 miles
4Rimac Nevera1.85 seconds258 mph347 miles
5New Tesla Roadster1.9 seconds250+ mph390 miles

Fastest electric Car

Aab humlog ek-ek kar sare Fastest electric Car electric car ke bare me bat karenge and will start from Rimac Nevera.

Rimac Nevera

Humare list me No 1 fastest electric car hai Rimac Nevera. Ise 2021 me launch kiya gya tha aur iska production 2022 me chalu khua tha. Ye hyper elctric car 0-100 km/h ki speed ko acieve karne me 1.85 sec ka time leti hai and iski top speed 415 km/h hai.

Rimac Nevera me bhi 4 electric motors lage hai jo 1888 hp ki power or 2360 Nm of torque produce karti hai. In 4 electric motors ko power dene ke liye 120kWh ki battery lagi hai jo is car ko 558 km ki drive range offer kar sakti hai. Is electric hyper car ko banane ke halke aur mazboot carbon fiber ka istemal kiya gaya hai. Ye ek limited edition electric car hai jiski sirf 150 units banai jayegi aur iski $1.95 million hai.

Aspark Owl(Fastest electric Car)

Aspark Owl ek Japanese hypercar hai jisme 4 electric motors lage huye hai. 1984HP (1479kw) ki power aur 1470 NM(1084 pound-feet) of torque produce karti hai. Ye Japanese hypercar 399 km per hour ki top speed ko achieve kar sakti hai. Ise 2017 me hi launch kar diya gaya tha lekin iska production sal 2020 me shuru hua tha.

Iske kuch khasiyat ke bare me bat ki jaye to iska wajan 5443kg hai. Is hyper car ke chassis ko banane ke liye halke aur mazboot carbon fiber ka istemal kiya gaya hai. Aspark Owl limited edition hyper car jiske sirf 50 unit banaye jayenge aur iski kimat 25 Cr($ 3.5 million) hai. Ye Japanese hypercar sabse fastest Fastest electric Car hai.

New Tesla Roadster

new gen tesla roadster
Img Src- caranddriver.com

Tesla Roadster is list ki sabse affordable fastest electric car hai , jiski kimat $200000 hai. Lekin electric car ki specification kafi kamal ki hai. Ye Tesla electric car to 2020 me hi launch hone wali thi lekin ye kai bar delay ho chuka hai. Tesla CEO Elon Musk ke mutabik aab ye fast electric car 2025 me launch ho sakti hai.

Tesla ke anusar Roadster dunia ki sabse quickest production car hogi 0-60 mph tak ka accelearation time 1.9 sec hoga. Aur iski top speed 400 kmph se bhi jyada hogi. Tesla Roadster ki base model ki kimat $200000 whi iski limited edition version “Founder’s Series” jiski 1000 unit banai jayegi uski kimat $250000 hogi.

Tesla Roadster me 3 electric motors lage honge, 1 motor front me laga hoga or 2 electric motor rear me laga hoga. Ye car all wheel drive offer karegi.

Deus Vayanne

Ye ek Austrian made electric hyper car hai, jise New York International Auto show 2022 me launch kiya gaya tha aur iska production 2025 me shuru hoga. Ye duniya ke most powerful electric car me se ek hai. Ye fast electric car 220 HP of power or 2050 Nm of torque produce karti hai, iska electric motor kafi jyada powerful hai.

Ye car 0-100 km/h ki speed ko achieve karne me 1.99 sec ka time leti hai aur iski top speed 399 km/h hai. Ye electric hyper car abhi production me nhi hai.

Isme 4 electric motors lage huye hai aur inko power dene ke liye 90kWh ki battery lagi hui hai jo ise 595 km ki drive range offer kar sakti hai. Ise bhi banane ke liye dusare hyper car ki trh halki aur mazboot carbon fiber chassis ka istemal kiya gaya hai jiski wjh se iska wjn sirf 1500 kg hai iska weight distribution 39/61 ka hai.

Ye bhi ek limited edition electric hypercar hai jiske sirf 99 units hi banaye jayenge aur iski kimat lagbhag $2.5 million hai.

Pininfarina Battista

Pininfarina Battista bhi ek Italian hypercar aur ye bhi limited edition hai. Is fast electric car ka nam Battista Pininfarina ke nam par rakha gaya hai jo ek Italian car designer hai aur sath me wo Pininfarina ke founder bhi hai. Is Italian hypercar me 4 alg-alg electric motor lage jo 1874 Horsepower aur 3130 Nm of torque produce karti hai.

Ye electric hyper car 0-60 mile/hr ki speed ko achieve karne ke liye sirf 1.9 sec ka time leti hai. Whi iski top speed ki bat ki jaye to iski top speed 350 km/h hai.

Battista me  carbon fiber Monocoque Chassis ka istemal kiya gaya hai. Is hyper car ka wajan 220 kg hai aur iska drive range 483km hai. Pininfarina ek stylish aur aerodynamic car hai, is car ka design Battista ke signature style element ko showcase karta hai.

Ye fast electric car bahut mehngi hai, iski shuruwati kimat $2.2 million hai. Ye bahut hi reputed hyper car hai jo Battista ke legacy ko age badhati rahegi ane wale samay me. Ye bahut hi powerful, stylish aur shandar electric hyper car hai jo puri duniya ke car lovers ko attract karti hai. Ye fastest electric car ke list me dusare number par ati hai.

To ye dunia ke 5 fastest electric car hai jo hawa se bhi tez chalti hai. Aur aap kya sochte hai in electric cars ke bare me niche comment me jarur bataye. Kya apko lagata hai ki electric cars are the future?

NomadSoul

Hello I'm bhaskar Hive blog.

Leave a Reply